इस दुनिया में कोई किसी का नहीं होता

      IS DUNIYA MEIN KOI KISI KA NAHI HOTA

Duniya mai koi kisi ka nahi hota Lakh nibhao rishta koi apna nahi hota,
Galat fahmi rehti hai thode din , Fir Ankhon mai ansoo ke siwa kuch nahi
hota , Jo maja badal jane mai  hai , Wo maja badla lene mai nahi hai .
Jo har kisi ka ho jaye uska na hona hi behtar hai , 1000 Jhuthe rishto
se jyada sukoon deta hai , Apka akelapan , Khatre mai himmat Rakhna 
Aadhi ladai jeet lene jaisa hota hai , Jo aasani se mil jaye uski chahat kise hai,
Jid to use pane ki hai jo naseeb mai likha hi nahi , Yaad rakhna apman ka badla
ladi lad kar nahi liya jata , Balki samne wale vyakit se jyada safal ho kar liya jata hai ,
Agr tum sach moch kuch karna chahte ho , Toh rasta nikal loge, Barna na kar ne bahana nikal loge.
Jiban mai safal hona hai in 5 baat ko dimag se nikal dena .
(1) Mujse nahi hoga.
(2) Log kiya kahe ge.
(3) Mera mood nahi hai.
(4) Meri kismat kharab hai.
(5) Mere pass samye nahi hai.
Zindagi mai bar bar raste badal ne ke baje apne raste aap khud banao, Aap piche ja kar suru baat ko toh
nahi badle sakte , Lekin mai aaj kuch bada kar ke apni ending jaru badl sakte hai . 
Pehchan wahale choti ho lekin apne dam par honi chaiye , Kisi ki feeling ko bakhat rehte samj lena 
chaiye kyu ki in ki bhi ek expiry date hoti hai.

Insan ki asli khubsurti uske charitr or jowan mai hoti hai , kabhi kabhi self respect ke liye risto ko lat 
mar kar bhag lena bhi jaur ri ho gaya hai.
Jinhone aapka sangharsh dekha hai wahi aap ke sangharsh ki kimat janta hai , Barna or ke liye  toh
aap kismat wale ho.
Ek bada khud se bhi karna.
Jo baat aap ke maa baap ko rula de aisa ko kaam kabhi mat karna , Jisko bhi bhagwan ke hone par sande
hai , Wo ghar ja kar apne maa baap ko dekh lena .
Hamesha apne chehre par muskan banaye rakho kya pata koi udas chehra aap ko dekh kar musk jaye padhe.

Udhar or pyar onko do jo use wapas de sake , Prem siraf kaam or ishwar se karo kyu ki ye dono kabhi dokha nahi dete.
bhagt ko samjna samj dari hai or bhagt par samj jana jimai dari hai. Bhavnao mai bhakar dhokhe baj log par bharosa kar ne wale masum log aaksar barbad ho jate hai.
Mehtab hamesha khud ko jada dena kyu ki dusro ko de toh apna aatm samman khodo ge , Dhoke sabke yaad hai , bas riste banaye rakh ne hai, Sirf isliye chup rehta hu halat insaan ko wo bana dete hai jo kabi tha hi nahi , risto ko todne ke liye galtiyo ki jaruat nahi padti.
Soarath pura hote hi rishta apne aap tut jata hai, jiski galtiyo se mein rishta nibhaya hai usne mujhe bar bar faltu hone ka ehsaas dilaya hai , Agr ek bar rishte ko bachne  ko jhoke jaao toh log galtfrmi palete hai ki ye har bar juk jaye ga , jab koi dusro se dhokha khata hai wo onse lad padta hai, Lekin jab koi apno se dhokha khata hai , ye soch kar rishton mai dard na pad jaye.

Hamne teri kisi bhi baat ka kabhi bura nahi mana samne mithi mithi baat kare or pit piche kaam bigade, ye se mitr se dur rehna chaiye , Wo eisi tarah hai jise ki andar jehar bhara hua ho , Upar se amrat bhara hua ho, Sapna ek dekhoge mushkil hazar ayegi , Lekin wo manzar bada khubsurat hoga jab aap ki kamyabi sour mache gi....


WRITE BY ; JAY 

THANK YOU 





 

Comments